Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadhu Bala
HomeMadhu Bala
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm aa aaaaa aa aa aa aaaa aa aaaa en veettuth thoattaththil poovellam kaettuppaar en veettu jannal kambi ellaamae kaettuppaar en veettuth thennangeetrai ippoadhae kaettuppaar en nenjaich chollumae en veettuth thoattaththil poovellam kaettuppaar en veettu jannal kambi ellaamae kaettuppaar en veettuth thennangeetrai ippoadhae kaettuppaar en nenjaich chollumae vaayp paattup paadum pennae mounangal koodaadhu vaayp poottuch chattam ellaam pennukku aagaadhu vandellaam saththam poattaal poonjoalai thaangaadhu mottukkal saththam poattaal vandukkae kaetkaadhu aadikkup pinnaalae kaavaeri thaangaadhu aalaana pinnaalae allippoo moodaadhu aasai thudikkinradhae un veettuth thoattaththil poovellam kaettuppaar un veettu jannal kambi ellaamae kaettuppaar un veettuth thennangeetrai ovvonndrai kaettuppaar en paeraich chollumae un veettuth thoattaththil poovellam kaettuppaar un veettu jannal kambi ellaamae kaettuppaar un veettuth thennangeetrai ovvonndrai kaettuppaar en paeraich
garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re saawan aayo saawan aayo re garjat barsat saawan rim jhim rim jhim megha barse rim jhim rim jhim megha barse barse haan rim jhim rim jhim megha barse sar pe giyarvaa neel samaan par gayi pee ki laal chunariyaa piyaa nahin aaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore laage tann par teer samaan teer samaan aaaaaaaaaaaaa sakhi laage tann par teer samaan nainan jale to bheegi sajariyaa agan lagaaye garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye re haaye
ghabra ke jo hum sar ko takaraye to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takaraye to achha ho is jeene mein sau dukh hain is jeene mein sau dukh hain mar jayen to achha ho mar jayen to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho dil doobne ka manzar wo bhi to zara dekhen dil doobne ka manzar wo bhi to zara dekhen aansu meri aankhon mein aansu meri aankhon mein bhar aaye to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho jo hum pe guzarni hai jo hum pe guzarni hai ik baar guzar jaye jo hum pe guzarni hai ik baar guzar jaye wo kitne sitamgar hain wo kitne sitamgar hain khul jayen to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho
ghum ki badli mein chamakta ik sitaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai ghum ki badli mein chamakta ik sitaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai hum se gairon ka nahin apna sahaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai gardishon se haar kar oh baithne waale gardishon se haar kar oh baithne waale khud ko khabar kya apne pairon mein bhi hain chhaale khud ko khabar kya apne pairon mein bhi hain chhaale par nahin rukte ke manzil ne pukaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai ye kadam aise jo saagar kaat dete hain ye wo iraade hain jo parvat kaat dete hain karz in haathon ne dharti par utaara hai sach yayi gaata hai dil kab tak andhera hai raat ke uss paar lekin phir savera hai har samander ka kahin par toh kinaara hai kal humaara hai kal humaara hai kal humaara hai kal humaara hai
gustakh nazar chehre se hata humko na sata are ja chala ja jaati hai kidhar baatein na bana ye karti hai kya lahaul vila gustakh nazar chehre se hata bedard bhi hoon magroor bhi hoon mat dekh idhar aur teri pahunch se door bhi hoon o jaadugar bedard bhi hoon magroor bhi hoon mat dekh idhar aur teri pahunch se door bhi hoon o jaadugar are jaadugar jaadu na chala aankhein na mila are ja chala ja jaati hai kidhar baatein na bana ye karti hai kya lahaul vila gustaakh nazar chehre se hata naagin ki tarah bal khaati huyi bal kha ke chalun bijli ki tarah lehraati huyi lehra ke chalun naagin ki tarah bal khaati huyi bal kha ke chalun bijli ki tarah lehraati huyi lehra ke chalun mere husn se dar ulfat na jata deewana hai kya are ja chala ja jaati hai kidhar baatein na bana ye karti hai kya lahaul vila gustakh nazar chehre se hata o shokh ada mujh se na ulajh hat chhod mujhe mujhe naazuk naazuk phool samajh mat dekh mujhe o shokh ada mujh se na ulajh hat chhod mujhe mujhe
guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara khushiyaan thi chaar din ki aansoon hai umr bhar ke tanhaaiyon mein aqsar royenge yaad karke wo waqt jo ke humne wo waqt jo ke humne ik saath hai guzaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara meri kasam hai mujhko tum bewafaa naa kehna majboor thi mohabbat sab kuchh pada hai sahna toofan hai zindagi kaa toofan hai zindagi kaa ab aakhiri sahaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara mere liye sehar bhi aayi hai raat ban kar niklaa mera janaaja meri baaraat ban kar achhchha hua jo tumne achhchha hua jo tumne dekha nahin nazaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara
haal kaisa hai janaab ka kya khayaal hai aapka tum to machal gaye o o o yunhin phisal gaye aa aa aa haal kaisa hai janaab ka kya khayaal hai aapka tum to machal gaye o o o yunhin phisal gaye aa aa aa ho di deeeee diuuudi de eeee diuuudi de eeee behki behki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal behki behki chale hai pawan jo ude hai tera aanchal chhodo chhodo dekho dekho gore gore kaale kaale baadal kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai zara nazar ko sambhaalna aaan aaan haal kaisa hai janaab ka haaai kya khayaal hai aapka haaai tum to machal gaye o o o hmm hmm yunhin phisal gaye aa aa aa pagli pagli kabhi tune sochaa raste mein gaye mil kyun pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyun pagli pagli kabhi tune sochaa raste mein gaye mil kyun pagle pagle teri baaton baaton mein dhadakta hai dil kyun kabhi kuchh kehti hai kabhi kuchh kehti hai zara nazar ko sambhaalna haan aan haal kaisa hai
humen kaash tumse muhabbat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti kahani humari haqeeqat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti naa dil tumko dete naa majboor hote naa duniyaa naa duniyaa ke dastoor hote qayaamat se pehle qayaamat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti humin badh gaye ishq mein had se aage zamaane ne thokar lagaayi to jaage agar marr bhi jaate to hairat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti tumhin phoonk dete nasheman humara muhabbat pe ehsaan hota tumhara zamaane se koi shikaayat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti kahani humari haqeeqat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti
ik pardesi mera dil le gayaa jaate jaate mitha mitha ghum de gayaa haan ik pardesi mera dil le gayaa jaate jaate mitha mitha ghum de gayaa haan kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa hoye kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa mere pardesiyan ki yahi hai nishaani aakhiyaan bilor ki shishe ki jawaani mere pardesiyan ki yahi hai nishaani aakhiyaan bilor ki shishe ki jawaani thandi thandi aahon ka salaam de gayaa jaate jaate mitha mitha ghum de gayaa haan kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa hoye kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa dhoondh rahe tujhe laakhon dilwaale kar de o gori zaraa aankhon se ujaale dhoondh rahe tujhe laakhon dilwaale kar de o gori zaraa aankhon se ujaale aankhon ka ujaala pardesi le gayaa jaate jaate mitha mitha ghum de gayaa haan kaun pardesi tera dil le gayaa moti moti aakhiyon mein aansoon de gayaa us ko
jaane waale se mulaaqat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil ki dil hi mein rahi baat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya jiska armaan tha wo raat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki badliyaan chhaa gayin barsaat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi
jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa are jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa main bhi jaanu ri peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke peepal ki chhaiyaan tale peepal ki chhaiyaan tale batiyaan banaaiye ke bhole bhaale dil ko le gaya udaaiyi ke sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka sakhi jaanu ri jhoome hai kaahe tora jhumka main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baiyaan marod ke baiyaan marod ke gher ke gheraaiyi ke baith gaye chhailwaa mann mein samaaiye ke gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa gori jaanu main kahaan pe giri hai tori bindiyaa jaanu jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa main bhi jaanu ri chhup ke kaun aaya tore angnaa jaanu ri jaanu ri kaahe khanke hai tora kangnaa tu naa keh kisi
katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina baanki chitwan sab matwaali gora mukhda honth gulaabi ankhiyaan kaali kaali baanki chitwan sab matwaali gora mukhda honth gulaabi ankhiyaan kaali kaali rangeele more saiyaan sajeele more saiyaan chhabeele balam chatkeele tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera deewana koi do din to jee le katile tore naina dekho ye naina matwaare dooje gajab kajre ki doori haai dekho ye naina matwaare dooje gajab kajre ki doori haan teere nazar ke dhookha kar ke chubh gaye dil mein chori chori haan teere nazar ke dhookha kar ke chubh gaye dil mein chori chori nasheele mat maare nasheele mat maare lacheele balam sharmeele tera deewana koi do din to jee le katile tore naina katile tore naina raseele balam zeherelay tera
wo aayi subah ke par der se maut ki aawaaaz kisi ne tod diya jaise zindagi kaa saaz aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa khuda nigehbaan ho tumhaara khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo dhadakte dil ka payaam le lo tumhaari duniyaa se jaa rahen hain utho humara salaam le lo utho humara salaam le lo uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha naa ho mohabbat humari ruswaa ye aansuon ka payaam le lo ye aansuon ka payaam le lo khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo
aarzoooen ro rahi hainnnnnn hasraten barbaad hainnnnnn hum zamaane mein fakat ik dukh bhari fariyaad hai kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi wo zaalim aasmaan jaane meri duniyaa kahaan hogi kabhi ek khwaab dekha tha mere pehlun mein tum hoge mere pehlun mein tum hoge kahaani pyaar ki aankhon hi aankhon mein bayaan hogi kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi lahoo dil ka meri aankhon kaa paani ban ke kehta hai lahoo dil ka meri aankhon kaa paani ban ke kehta hai ye paani ban ke kehta hai naa hum honge naa tum hoge humari daastaan hogi naa hum honge naa tum hoge humari daastaan hogi kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi wo zaalim aasmaan jaane meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi
kya khabar thi ki muhabbat mein ye din aate hain jise hum apna banate hain vo tadpaate hain wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar mein pyaar tha pyaar tha wo din kahan gaye bata maine to kuchh kaha nahin jo yun nigaahen pher li maine to kuchh kaha nahin wo raat yaad hai yahi kissa hua tha pyaar ka wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata aankhon mein neend thi magar soye nahin the raat bhar aankhon mein neend thi magar soye nahin the raat bhar dil ko laga hua tha darr haaye savera ho gaya wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar mein pyaar tha pyaar tha wo din kahan gaye bata
aaaa haaaa aaaa aaaaa haaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa haaaa main sitaron ka taraana main bahaaron ka fasaana le ke ik angdaayi mujh pe daal nazar ban jaa deewana main sitaron ka taraana main bahaaron ka fasaana le ke ik angdaayi mujh pe daal nazar ban jaa deewana haaa haaa haaa haaa hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey roop ka tum ho khazaana tum ho meri jaan ye maana lekin pehle de do mera paanch rupaiyaa baaraa aanaa paanch rupaiyaa baaraa aanaa maaregaa bhaiyaa na na na naaa maal agar bhool kar dil jigar humse nishaani maango naaa dilrubaa kya kaha dil jigar kya hai jawaani maango naaa tere liye majnu ban sakta hoon laila laila kar sakta hoon chaahe namuna dekh lo haaye khoon e dil peene ko aur lakhte jigar khaane ko khoone dil peene ko aur lakhte jigar khaane ko ye gizaa milti hai laila ye gizaa milti hai laila tere deewane ko tere deewane ko ho ho ho josh e ulfat ka zamaana laage hai kaisa suhaana le ke ik angdaayi mujh pe
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaaaaaaa teri zulfon ke neeche aaaaa aaaaa duniyaa ko bhul deewani ab raha zamaana peechhe hmmmm hmmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa ye kaun haseen sharmaya taaron ko paseena aaya hirni ki aankhen le kar dil kaun churaane aaya dil kaun churaane aaya main soyi ankhiyaan meeche teri baahon ke neeche ab chaahe kahin bhi le jaa tu aage aur main peechhe main soya ankhiyaan meeche aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ye mere nain kanwaare teri ankhiyaan dekh ke haare o janam janam ke saathi meri maang mein bhar de taare meri maang mein bhar de taare main soya ankhiyaan meeche aaaaa aaaaa teri zulfon ke neeche aaaaa aaaaa duniyaa ko bhul deewani hmmmm hmmmm ab raha zamaana peechhe hmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa
ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein
mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le kisi ko mann ka meet bana le meet bana le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna is duniyaa mein kisi ka hoja kisi ko kar le apna preet bana le ye jeewan ko ek suhaana sapna ek suhaana sapna jeewan mein yeh jyot jagaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye preet sataaye preet rulaaye jiya mein aag lagaaye jalne waala hanste hanste phir bhi jalta jaaye phir bhi jalta jaaye preet ke hain andaaz niraale oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le oo matwaale oo matwaale mann mein kisi ki preet basaa le
mat samjho neer bahaati hoon main jalte jal ki boondon se nainon ki pyaas bujhaati hoon mat samjho neer bahaati hoon mujhe rone se kya kaam sakhi in ansuvan mein hai shyaam sakhi in asuvan mein hai shyaam sakhi nainon mein basa kar jinki chhavi main man hi man muskaati hoon mat samjho neer bahaati hoon ye aansu dil ke sahaare hain ye aansu jaan se pyaare hain ye aansu jaan se pyaare hain main in taqdeer ke taaron se soye hue bhaag jagaati hoon mat samjho neer bahaati hoon har aansu mein unki murat hai milne ki yahi ek surat hai har aansu mein unki murat hai milne ki yahi ek surat hai palkon pe saja kar asuvan ko main pee ke darshan paati hoon mat samjho neer bahaati hoon main jalte jal ki boondon se nainon ki pyaas bujhaati hoon mat samjho neer bahaati hoon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

En Veetu Thottathil Gentleman (1993) 04:03 14523
 
Poster of Gentleman (1993)
 
Category
Tamil
Year- 
1993
Lyricist
Vairamuthu
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Arjun, Madhu Bala
Duration : 04:03   Song Number : 14523   

Garjat Barsat Saawan Barsaat Ki Raat (1960) 03:08 12847
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Gowda-Malhar
Duration : 03:08   Song Number : 12847   

Ghabra Ke Jo Hum Mahal (1949) 04:15 36515
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Nakhshab Jarchavi
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Rajkumari
On Screen Actors- 
Vijay Laxmi, Madhu Bala, Ashok Kumar
Duration : 04:15   Song Number : 36515   

Ghum Ki Badli Kal Hamara Hai (1959) 04:34 37178
 
Poster of Kal Hamara Hai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 04:34   Song Number : 37178   

Gustakh Nazar Chehre Se Hata Jaali Note (1960) 04:01 12054
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 04:01   Song Number : 12054   

Guzra Hua Zamana Aata Nahin Dobara Shirin Farhad (1956) 03:26 15668
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:26   Song Number : 15668   

Haal Kaisa Hai Janaab Ka Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:29 20494
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:29   Song Number : 20494   

Humen Kaash Tumse Mughal-E-Azam (1960) 03:09 13797
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:09   Song Number : 13797   

Ik Pardesi Mera Dil Le Gayaa Phagun (1958) 04:07 20577
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Duration : 04:07   Song Number : 20577   

Jaane Waale Se Mulaaqat Amar (1954) 03:36 12647
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12647   

Jaanu Jaanu Ri Insaan Jaag Utha (1959) 03:32 12015
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Meenu Mumtaaj
Duration : 03:32   Song Number : 12015   

Katile Tore Naina Nishana (1950) 02:49 13884
 
Poster of Nishana (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khursheed Anwar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:49   Song Number : 13884   

Khuda Nigahbaan Ho Mughal-E-Azam (1960) 02:54 13790
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Duration : 02:54   Song Number : 13790   

Kise Maalum Tha Saqi (1952) 03:28 15736
 
Poster of Saqi (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Prem Nath, Madhu Bala
Duration : 03:28   Song Number : 15736   

Kya Khabar Thi Tarana (1951) 02:37 32152
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:37   Song Number : 32152   

Main Sitaron Ka Taraana Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 05:47 11894
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Kishore Kumar
Duration : 05:47   Song Number : 11894   

Main Soya Ankhiyan Meeche Phagun (1958) 04:40 12110
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:40   Song Number : 12110   

Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 03:57 12848
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 12848   

Man Mein Kisi Ki Preet Basa Le Aaram (1951) 03:36 17190
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:36   Song Number : 17190   

Mat Samjho Neer Bahati Hoon Naata (1955) 03:10 17660
 
Poster of Naata (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:10   Song Number : 17660   
Karaoke Songs of madhu bala, Sad Songs of madhu bala, Love Songs of madhu bala, Dance Songs of madhu bala, Hip-hop songs of madhu bala, Best songs of madhu bala, Super hit songs of madhu bala, hit songs of madhu bala, duet songs of madhu bala, solo songs of madhu bala, old songs of madhu bala, famous songs of madhu bala, Hindi Karaoke Songs of madhu bala, Hindi Sad Songs of madhu bala, Hindi Love Songs of madhu bala, Hindi Dance Songs of madhu bala, Hindi Hip-hop songs of madhu bala, best Hindi songs of madhu bala, super hit Hindi songs of madhu bala, hit Hindi songs of madhu bala, duet Hindi songs of madhu bala, solo Hindi songs of madhu bala, old Hindi songs of madhu bala, famous Hindi songs of madhu bala, Sing Along Songs of madhu bala, Sing Along Sad Songs of madhu bala, Sing Along Love Songs of madhu bala, Sing Along Dance Songs of madhu bala, Sing Along Hip-hop songs of madhu bala, Sing Along Best songs of madhu bala, Sing Along Super hit songs of madhu bala, Sing Along hit songs of madhu bala, Sing Along duet songs of madhu bala, Sing Along solo songs of madhu bala, Sing Along old songs of madhu bala, Sing Along famous songs of madhu bala